Sone di chori mp4 3gp free download






















Tum jub b lot kar Aana, Tu Aana shaam se pehle. Mujhe hergiz na bhule ga, Tumhara muskura dena, Tumhara jaan likh dena, Hamare naam se pehle. Lutta ke tujh par sab kuch mein apna…..

Teri dunia toh tera Sheher chor jaongi….. Phir kabhi na laut ke aaongi…… Bas phir mein bhi Pyar karne waalon ke dilon me……. Ek Yaad bankar reh jaongi……..

Khuda Kismat bhi na majboor kar sake wapas jaane ko……. Kuch iss tarah teri har Gali Tera yeh Sheher chor jaongi…. Ajeeb larki hoon Khudh ko jalana chahti hoon Mein khudh ko rakh kar kaheen bhool jana chahti hoon,. Meray naseeb ki khushiyan bhi kab milen mujhko Bas ab to umer bhar ansoo bahana chahti hoon,. Najaney kitni mohabbat hai ranj-o-gham sai mujhe Koi bhi dard ho dil mein chupana chahti hoon,. Baha baha kai yeh ansoo bikhar chuki hoon buhut simat kai zaat mein ab muskurana chahti hoon,.

Jisey aik umer sai Dil mein basa kai rakha hai Woh raaz aaj mein sab ko batana chahti hoon,. Mujhe zamaney nai pathar samjh lia hai magar Mein aik Larki hoon sab ko batana chahti hoon,. Jo mujh sai ruth chuki hain zamaney ki khushiyan To mein bhi khushyon sai ab ruth jana chahti hoon,.

Woh meri khwahishein woh mera khwaab woh mera bachpan Aye Umer rafta mein phir sai woh pana chahti hoon,. Mere Sapne Tod Kar Jaati??? Laakh inkaar karo tum par keh raha ye dil hamara hai, Teri aankhon ne kiya hai jise pasand wo chehra hamara hai,.

Tumhari har adda ye kehti hai hamse tumpe haq sirf hamara Hai,Sach kahe to tu bhi khuda hamara hai,. Haye re khuda lutt gaye ham uss par aur wo kitne naaz se kehte hai kya kasoor hamara hai, kaise bataye ki kaisa loota dil hamara hai…. Mujhe mera Maqsad mil jae! Ya… Moat aa Jae!!! Aik Larki Bholi BhaaLi si..

Apni hi Dhunn mein rehti thhi.. Wo Larki Shokh-o-Chenchal si.. PhoLon se Baten karte thhi.. TiTLi k Rang Pakarti thhi.. Aik dhanak thhi Us k Anchal per.. Phir Janey Kia Toofan Aaya..? TiTLi k Rang bikhar gaye.. AnchaL k Rang utar gaye.. Sapnon k Jugnu maand parey.. Jub poocha Kisi ne Aey Larki..!! Kiun Tum ne ye Chup Saadi Hai…?!!? Uskii gali me phir mujhe,ek baar le chalo Majboor kar ke mujhko, mere yaar aaj le chalo Shayed ye mera weham ho, mera khayaal ho Mumkin hay mere baad, use mera ehsaas ho Pachtaa raha hoga ab mujhe dar se utha kar wo Baitha ho meri raah me, palken bicha ke wo Usne bhi to kiya tha, mujhe pyaar, le chalo aaj Uski gali me phir mujhe, ek baar le chalo Majboor kar ke mujhko mere yaar aaj le chalo.

Kahte kabhi jo log yun hi, ki ab woh zamana nahi, Dard mein jo kaam aaye, ab aisi dosti hai hi nahi, Rakha nahi ittefaq, unki en baato se hamne kabhi, Par aaj yeh ehsaas hai ki, sach hi kahte hai sabhi, Likhte hai apne dard ko, jo shayari bana ke hum kabhi, Karte hai wah-wah uspar dost mere aur kuch ajnabi, Samjhe toh hai woh shayari, par samjhe nahi mera dard kabhi, Wah-Wah na kijiye dost mere, jalta hai yeh dil ab bhi kabhi-kabhi. Ghazlon mein tere ishq ka churcha na karen gay Hum tujh ko yuon sar-e-aam ruswa na karen gay.

Kiyon hum peh uthaeen sang-e-malamat ki fasilein Behtar hai tere shehar mein hum aaya na karen gay. Main us ke mohabat k samandar mein bahut door tak nikla, Mujhay saahil na mila ye or baat hay,. Hr Baat pe Takrar munasib nahi lagta,. Apnon se youn Izhar munasib nahi lagta,. Agr Hum se Muhabat hai to keh kiyon nahi dety,. Aisy mein ye Tera Piyar munasib nahi lagta…. Is Hijr ki Rut mein chaly aao k Tere bin,.

Ujra Dar-o-Dewar munasib nahi lagta…. Jaya na karo Tum youn Raqibon ki Gali mein,. Yaaron ka ye Kirdar munasib nahi lagta…. Milne ka kisi Roz to iqrar karo Tum,. Hr Baat pe Inkar munasib nahi lagta.

Dil ki aag inn ashkon se bujh jaati to acha hota… bahut jatan kiye bahut pukaaraa jo ruk jaate to acha hota. Kabhi door lagte ho , bahut door Kabhi paas , ek dam paas Pal men hota hun khush Pal men udas. Hari ghas aur hari ho gai hai Aur neela aasman aur bhi Neela ho gaya hai Phir bhi kuchh hai Jo kho gaya hai.

Me mar jau to mere Sirhane na bithana us ko, Boht Tasalli dena boht pyar se Samjhana us ko,. Ghomne ka bahana kar k door Fizao me kahi le jana us ko, Wo bawafa hy us waqt ye ehsas na dilana us ko,.

Us k samny na karna batey aesi k meri yaad ajae, Meri tafri k mashghale suna suna k hansana us ko,. Wo roye ga boht bilawaje to meri rooh tarap uthegi Yaar, Dost tm aesa karna meri Mout ka he na batana us ko……. Naa jaane aaj kya mehsoos kar rahi hoon main Lag raha hai jaise sare ehsaas mar se gaye hai mere Jin ehsaaso ko shabdo mein piro kar ek naya roop diya karti thi. Aaj na jane kyun un shabdo se hi chid ho gayi hai mujhe Itne log hai mere aas paas lekin phir bhi akeli hoon main Sab kuch paakar bhi jaise kuch adhuri si hoon main Sapno me is kadar khoi rahi ki sacchai ka pata hi na chal saka.

Is tarah achanak sab khatm ho gaya ki ek aansu tak na beh saka Aaj khush hoon main, muskurati hoon main Koi dar nahi ki khone ko ab bacha hi kya hai Sab poochte hai ki itni khush kaise rehti hoon main Ki nahi jante wo, ab mere paas rone ko bacha hi kya hai….

Sadma to hai mujhe bhi ke tujhse judaa hoon mein Lekin ye sochta hoon, Ke aab tera kyaa hoon mien. Kyaa jaane kis adaa se liya tu ne mera naam Duniyaa Samajh rahi hai, ke sab kuch tera hoon mein. Loh-e-Dil par Yehi Tehreer Likhi hay, …. Tmhen pany ki talab me kitna roya dil-e-muntazir Rat bhar jagny ki ibadat ka koi inam dia hota. Tum mere thay tum mere ho, Duniya ko bata kar kya kerna. Tum ehad nibhao chaahat se, …Koi rasam nibha kar kya kerna. Tum khafa bhi achhe lagty ho, Phir tum ko mana kar kya kerna.

Tere dar pe aa k bethay hen Ab ghar bhi ja kar kya kerna Din yad se acha guzray ga. Is kashmakash mein Humse pehchane nahi jate, Kahaan dushman hain aur, kahan dost yaar baithe hain,. Ishq ko aag ka dariya hai samajh lijiye hazoor, Koi uss paar baitha hai tu, Hum is paar baithe hain,. Kaun kehta hai ke is shehar mein saare hain bewafa, Humare samne do chaar wafadar baithe hain,. Kal tak jin ki hasrat thi Humien badnaam karne ki, Aaj wohi log Apne kiye pe sharamsaar baithe hain,.

Duniyaa se rooth jane ki khwahish hai Humari, Kya karoon is khwahish pe pehredaar baithe hain. Wo anna parast sahi us ki baton mein iqrar bhi tha.

Us k chubtay hue lehjay mein chupa pyar bhi tha. Main shayad phir na likhta usy apni khabar. Abhi woh jaan-e-Ghazal duor hai nighahoon sey Abhi main Jaan sey Guzarney ki baatv kis sey karun. ABhi toh hijr ki tareekiyan hain dono tafar Abhi main Chaand Nikalney ki baat kis sey karun? Meri Judaii ki ghaam mein koi bhi nehi suunta Tumharey Baad sulaghney ki baat kis sey karun?

Kisey baataun k tujhy kahaan kahaan nehi dhunda Nagar nagar mein bhatakney ki baat kis sey karun? TEri talab mein yeh beichaain ab bhi rehta hai Main apney dil k machalney ki baat kis sey karun??!!!!! Bhulanay se jo bhuly na wo kahani chor jaoungi teri ankhoon me pani ki aisy nami chor jaoungi.

Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi Hum jis par mar mitey thay muhabat usay bi thi.! Chup ho gaya tha dekh kar wo bi idher udher Duniya se meri tarah shikayat usay bi thi Ye soch kar andheray me galay se laga liya. Raaton ko jaagnay ki to aadat usay bi thi Wo ro dia tha mujh ko pareshan dekh kar Us din khul k meri zarorat usay bi thi Un pathron k saath nibhaani pari usay Jin se faqat mujhy nahi nafrat usay bi thi..?

Mohabat ki kahani mein koi tarmeem mat karna, Mujhy tum tor dena per mujhy taqseem mat karna, Bohat hongey humare baad dawa-e-mohabat karne wale!! Yaad-e-wafa rakhna kisi ko tasleem mat karna, Agar lafzon me nazar aye kabhi chehra mera!

Chopke se choo lena… Choom lena… toheen mat karna.. Abi to main tmhre liye kuch nahi, Ye din guzr jaen ge, Ye musam Badal jaen ge, Waqt to guzar hi jata hai, Tmhra b mera B, Lekin… 1 din kisi lamhe tmhe meri yaad aaye gi, To Tum Be-ikhtiyar muskura do ge, Log pochain ge kya howa, Aur Tum kaho ge,. Di Hai Ab To. Khafa Kyun Hain? Shiw Nandan Gope Singer. Dhannawaz Singer. Chorus Singer. Meena Chatterjee Singer. Kamal Kumar Singer.

Chandeshwar Jha Singer Composer. Chhedilal Yadav Singer. Vandana Singer. Deepti Singer. Sitaram Singh Singer. Savita Suman Singer. Mohinder Jeet Singer Composer. Rakesh Sood Singer. Sumitra Lahiri Singer Composer. Kumari Dhannawaz Singer. Rest assured we WON'T spam! A verification link has been sent to Kindly check your mail. New User? We have received your winning story. It will be featured on Winners page shortly.

We have receieved your request. Our customer support team will contact you on your registered email address and mobile number shortly.

By Deactivating the Hungama Play Subscription, you will lose access to unlimited entertainment. This action cannot be undone. Are you sure you want to unsubscribe? This website uses cookies to ensure you get the best experience on our website. Night Mode OFF. Hi Guest Login Register. Rashid Ali. Follow Share.

Rashid Ali Songs View All. Kabhi Kabhi Aditi Jaane Tu Ya Jaane Na. Kahin To Jaane Tu Mausam Escape Slumdog Millionaire. Bhoola Tujhe Blue. Cry Cry Jhoota Hi Sahi.

Parda Parda Call Me Rashid. Rashid Ali Albums View All. Jaane Tu Blue Songs Hindi Songs. Parthale Paravasam Songs Tamil Songs. Rashid Ali, Vol. Rashid Ali Songs Punjabi Songs. Rashid Ali Videos View All.

Bhoola Tujhe Songs Blue. Similar Artists Vasundhara Das. Sonu Nigam. Sukhwinder Singh. Raqueeb Alam. Satish Chakravarthy. Darshan Bagga. Naresh Iyer. Runa Rizvi.



0コメント

  • 1000 / 1000